रात के हमसफ़र, थक के घर को चले
रात के हमसफ़र, थक के घर को चले
झूमती आ रही है सुबह प्यार की
देख कर सामने, रूप की रोशनी
फिर लुटी जा रही है सुबह प्यार की
रात ने प्यार के जाम भर कर दिये
आँखों आँखों से जो मैं ने तुमने पिये
होश तो अब तलक़ जा के लौटे नहीं
जाने क्या ला रही है सुबह प्यार की
रात के हमसफ़र …
rāt ke hamasafar, thak ke ghar ko chale
jhūmtī ā rahī hai subah pyār kī
dekh kar sāmne, rūp kī rośhnī
phir luṭī jā rahī hai subah pyār kī
rāt ne pyār ke jām bhar kar diye
āṇkhoṅ āṇkhoṅ se jo maiṅ ne tumne piye
hośh to ab talaq jā ke lauṭe nahīṅ
jāne kyā lā rahī hai subah pyār kī
rāt ke hamasafar …