रात और दिन दिया जले, मेरे मन में फिर भी अंधियारा है
रात और दिन दिया जले
मेरे मन में फिर भी अंधियारा है
जाने कहाँ है वो साथी
तू जो मिले जीवन उजियारा है
रात और दिन्…
पग पग मन मेरा ठोकर खाए
चाँद सूरज भी राह न दिखाए
ऐसा उजाला कोई मन में समाए
जिसके पिया का दर्शन मिल जाए
रात और दिन्…
गहरा ये भेद कोई मुझको बताए
किसने किया है मुझपर अन्याय
जिसका ही दीप वो बुझ नहीं पाए
ज्योति दिये की दूजे घर को सजाए
रात और दिन्…
खुद नहीं जानूँ ढूँढे किसको नज़र
कौन दिशा है मन की डगर
कितना अजब है ये दिल का सफ़र
जियरा में आए जैसे कोई लहर
रात और दिन्…
rāt aur din diyā jale
mere man meṅ phir bhī aṅdhiyārā hai
jāne kahāṇ hai vo sāthī
tū jo mile jīvan ujiyārā hai
rāt aur din…
pag pag man merā ṭhokar khāe
chāṇd sūraj bhī rāh na dikhāe
aisā ujālā koī man meṅ samāe
jiske piyā kā darśhan mil jāe
rāt aur din…
gahrā ye bhed koī mujhko batāe
kisne kiyā hai mujhapar anyāy
jiskā hī dīp vo bujh nahīṅ pāe
jyoti diye kī dūje ghar ko sajāe
rāt aur din…
khud nahīṅ jānūṇ ḍhūṇḍhe kisko nazar
kaun diśhā hai man kī ḍagar
kitnā ajab hai ye dil kā safar
jiyrā meṅ āe jaise koī lahar
rāt aur din…