Raat andheree door saveraa barbaad hai dil meraa o

रात अँधेरी दूर सवेरा बरबाद है दिल मेरा ओ
Work
Year
Language

रात अँधेरी दूर सवेरा
बरबाद है दिल मेरा ओ
रात अँधेरी …

आना भी चाहें आ ना सके हम
कोई नहीं आसरा
खोयी है मंज़िल रस्ता है मुश्किल
चाँद भी आज छुपा, ओ
रात अँधेरी …

आह भी रोये राह भी रोये
सूझे न बाट कोई
थोड़ी उमर है सूना सफ़र है
मेरा न साथ कोई, ओ
रात अँधेरी …

rāt aṇdherī dūr saverā
barbād hai dil merā o
rāt aṇdherī …

ānā bhī chāheṅ ā nā sake ham
koī nahīṅ āsrā
khoyī hai maṅzil rastā hai muśhkil
chāṇd bhī āj chhupā, o
rāt aṇdherī …

āh bhī roye rāh bhī roye
sūjhe na bāṭ koī
thoṛī umar hai sūnā safar hai
merā na sāth koī, o
rāt aṇdherī …