रानी खोल दे अपने दुआर मिलने का दिन आ गया
सै: रानी खोल दे अपने दुआर -2
मिलने का दिन आ गया आ गया
कर ले नयनों से नयना तू चार -2
मिलने का दिन आ गया आ गया आ गया
सु: लाज की मारी मैं न बोलूँ -2
प्रीत के घूँघट को न खोलूँ -2
सै: क्यूँ
सु: क्या जानूँ क्यूँ
आज मानूँ बलमवा मैं हार -2
दिल मेरा घबरा गया -2
सै: कर ले नयनों से नयना तू चार -2
मिलने का दिन आ गया आ गया आ गया
सै: आज दिल में उठा है तूफ़ान -2
सु: बोलो क्यूँ
सै: आज तन में मेरे नाच रहे प्रान
सु: बोलो क्यूँ
सै: आज नस-नस में छाया खुमार -2
सु: क्यूँ
सै: मिलने का दिन आ गया आ गया
कर ले नयनों से नयना तू चार -2
मिलने का दिन आ गया आ गया आ गया
सु: लाज की मारी मैं न बोलूँ -2
प्रीत के घूँघट को न खोलूँ -2
सै: क्यूँ
सु: क्या जानूँ क्यूँ
आज मानूँ बलमवा मैं हार -2
दिल मेरा घबरा गया -2
सै: कर ले नयनों से नयना तू चार -2
मिलने का दिन आ गया आ गया आ गया
sai: rānī khol de apne duār -2
milne kā din ā gayā ā gayā
kar le naynoṅ se naynā tū chār -2
milne kā din ā gayā ā gayā ā gayā
su: lāj kī mārī maiṅ na bolūṇ -2
prīt ke ghūṇghaṭ ko na kholūṇ -2
sai: kyūṇ
su: kyā jānūṇ kyūṇ
āj mānūṇ balamvā maiṅ hār -2
dil merā ghabrā gayā -2
sai: kar le naynoṅ se naynā tū chār -2
milne kā din ā gayā ā gayā ā gayā
sai: āj dil meṅ uṭhā hai tūfān -2
su: bolo kyūṇ
sai: āj tan meṅ mere nāch rahe prān
su: bolo kyūṇ
sai: āj nas-nas meṅ chhāyā khumār -2
su: kyūṇ
sai: milne kā din ā gayā ā gayā
kar le naynoṅ se naynā tū chār -2
milne kā din ā gayā ā gayā ā gayā
su: lāj kī mārī maiṅ na bolūṇ -2
prīt ke ghūṇghaṭ ko na kholūṇ -2
sai: kyūṇ
su: kyā jānūṇ kyūṇ
āj mānūṇ balamvā maiṅ hār -2
dil merā ghabrā gayā -2
sai: kar le naynoṅ se naynā tū chār -2
milne kā din ā gayā ā gayā ā gayā