Raanee kaushalyaa kahain lalan na huaa

रानी कौशल्या कहैं ललन न हुआ
Year
Language

रानी कौशल्या कहें
ललनन्हुवा हो मोरे ललनन्हुवा हो जी
म्हारे ललनन्हुवा हो जी

खेल कुलेल जावो तुरत नैया वो जावो तुरत नैया हो जी
जावो तुरत नैया हो जी

कनक कतोरे गोरो केसर को उबटन केसर को उबटन जी
गोर केसर को उबटन जी

भागो-भागो लावो कोहू सीतल चन्दन लावो सीतल चन्दन जी
लावो सीतल चन्दन जी

जनक दुलारी सिया अति ?? कुँवारी अति ?? कुँवारी जी
सिया अति ?? कुँवारी जी

सासु-ससुर की हैं प्रान पियारी सिया प्रान पियारी जी
सिया प्रान पियारी जी

बिंदिया लगावो कोऊ बिंदिया लगावो माथे बिंदिया लगावो जी
माथे बिंदिया लगावो जी

व्रत श्रुति दे के मोरी सिय को सजावो सिया को सजावो जी

म्हारे ललनन्हुवा हो जी

rānī kauśhalyā kaheṅ
lalnanhuvā ho more lalnanhuvā ho jī
mhāre lalnanhuvā ho jī

khel kulel jāvo turat naiyā vo jāvo turat naiyā ho jī
jāvo turat naiyā ho jī

kanak katore goro kesar ko ubṭan kesar ko ubṭan jī
gor kesar ko ubṭan jī

bhāgo-bhāgo lāvo kohū sītal chandan lāvo sītal chandan jī
lāvo sītal chandan jī

janak dulārī siyā ati ?? kuṇvārī ati ?? kuṇvārī jī
siyā ati ?? kuṇvārī jī

sāsu-sasur kī haiṅ prān piyārī siyā prān piyārī jī
siyā prān piyārī jī

biṅdiyā lagāvo koū biṅdiyā lagāvo māthe biṅdiyā lagāvo jī
māthe biṅdiyā lagāvo jī

vrat śhruti de ke morī siy ko sajāvo siyā ko sajāvo jī

mhāre lalnanhuvā ho jī