राजा की आयेगी बारात, रंगीली होगी रात्
राजा की आयेगी बारात, रंगीली होगी रात
मगन मैं नाचूंगी, हो मगन मैं नाचूंगी
राजा की आयेगी बारात …
राजा के माथे तिलक लगेगा, (रानी के माथे सिन्दूर - 2)
मैं भी अपने मन की आशा, (पूरी करूंगी ज़रूर - 2)
मेंहदी से पीले होंगे हाथ, सहेलियों के साथ
मगन मैं नाचूंगी, हो मगन मैं नाचूंगी
राजा की आयेगी बारात …
रानी के संग राजा डोले सजाते, (चले जाएंगे परदेस - 2)
जब जब उनकी याद आयेगी, (दिल पे लगेगी ठेस - 2)
नैनों से होगी बरसात, अन्धेरी होगी रात
मगन मैं नाचूंगी, हो मगन मैं नाचूंगी
राजा की आयेगी बारात …
rājā kī āyegī bārāt, raṅgīlī hogī rāt
magan maiṅ nāchūṅgī, ho magan maiṅ nāchūṅgī
rājā kī āyegī bārāt …
rājā ke māthe tilak lagegā, (rānī ke māthe sindūr - 2)
maiṅ bhī apne man kī āśhā, (pūrī karūṅgī zarūr - 2)
meṅhdī se pīle hoṅge hāth, saheliyoṅ ke sāth
magan maiṅ nāchūṅgī, ho magan maiṅ nāchūṅgī
rājā kī āyegī bārāt …
rānī ke saṅg rājā ḍole sajāte, (chale jāeṅge pardes - 2)
jab jab unkī yād āyegī, (dil pe lagegī ṭhes - 2)
nainoṅ se hogī barsāt, andherī hogī rāt
magan maiṅ nāchūṅgī, ho magan maiṅ nāchūṅgī
rājā kī āyegī bārāt …