Raajaa kee aaegee baaraat, rangilee hogee raat

राजा की आएगी बारात, रंगिली होगी रात
Work
Year
Language

राजा की आयेगी बारात, रंगीली होगी रात, मगन मैं नाचूंगी

राजा के माथे तिलक लगेगा, रानी के माँग सिंदूर
मैं भी अपने मन की आशा पूरी करूँगी ज़रूर
मेहंदी से पीले होंगे हाथ, सहेलीओं के साथ मगन मैं नाचूंगी

रानी के संग राजा डोली सज़ा के चले जायेंगे परदेस
जब जब उन की याद आयेगी, दिल पे लगेगी ठेस
नैनों में होगी बरसात, अंधेरी होगी रात, अकेली मैं नाचूंगी

rājā kī āyegī bārāt, raṅgīlī hogī rāt, magan maiṅ nāchūṅgī

rājā ke māthe tilak lagegā, rānī ke māṇg siṅdūr
maiṅ bhī apne man kī āśhā pūrī karūṇgī zarūr
mehaṅdī se pīle hoṅge hāth, sahelīoṅ ke sāth magan maiṅ nāchūṅgī

rānī ke saṅg rājā ḍolī sazā ke chale jāyeṅge pardes
jab jab un kī yād āyegī, dil pe lagegī ṭhes
nainoṅ meṅ hogī barsāt, aṅdherī hogī rāt, akelī maiṅ nāchūṅgī