राही हूँ अलबेला मैं दिल का नहीं मैला
राही हूँ अलबेला मैं दिल का नहीं मैला
यारों कहते हैं लोग मुझे छैला
छैला बाबू कहते हैं लोग मुझे छैला
रूप की शहजादी है यारों मेरी लैला
यारों कहते हैं …
सैर-सपाटे करता मैं जा पहुँचा फिर खेत में
चाँद सी उजली लड़की बैठी थी ठण्डी रेत में
अरे देख के मेरी सूरत पहले तो ग़ुस्सा ले आई
चाल जो मेरी देखी कुछ शरमाई कुछ मुस्काई
कहने लगी वो मैं तेरी मेरे साजन छैला
राही हूँ अलबेला …
प्यार की धुन पे मैने जब छेड़ी अपनी रागिनी
सुन के मेरा गाना फिर छम से आई कामिनी
अरे हँस के हमको देखा इक जलवा फेंका दूर से
दिल की बात को मैने फिर कह डाला उस हूर से
मिल ही गई मस्तानी मेरी दिलरुबा छैला
रूप की शहजादी है …
rāhī hūṇ albelā maiṅ dil kā nahīṅ mailā
yāroṅ kahte haiṅ log mujhe chhailā
chhailā bābū kahte haiṅ log mujhe chhailā
rūp kī śhahjādī hai yāroṅ merī lailā
yāroṅ kahte haiṅ …
sair-sapāṭe kartā maiṅ jā pahuṇchā phir khet meṅ
chāṇd sī ujlī laṛkī baiṭhī thī ṭhaṇḍī ret meṅ
are dekh ke merī sūrat pahle to ġhussā le āī
chāl jo merī dekhī kuchh śharmāī kuchh muskāī
kahne lagī vo maiṅ terī mere sājan chhailā
rāhī hūṇ albelā …
pyār kī dhun pe maine jab chheṛī apnī rāginī
sun ke merā gānā phir chham se āī kāminī
are hṇs ke hamko dekhā ik jalvā pheṅkā dūr se
dil kī bāt ko maine phir kah ḍālā us hūr se
mil hī gaī mastānī merī dilrubā chhailā
rūp kī śhahjādī hai …