राधा के प्यारे कृSण कन्हाई तेरी दुहाई
राधा के प्यारे
कृSण कन्हाई
तेरी दुहाई -2
हम भी हैं तेरे
कुछ तो दया कर
लाखों की तूने
बिगड़ी बनाई
राधा के प्यारे
तू उनका है कोईइ न जिनका
हो जग सागर है मैं तिनका
तूफ़ान से आज बचा ले
ओ मेरे पाहन काले
फ़रियाद मैं ले कर
तेरे द्वार आई
कृSण कन्हाई
मोरे कृSण कन्हाई
हम भी हैं तेरे
कुछ तो दया कर
लाखों की तूने
बिगड़ी बनाई
सनसार का तू है राजा
ओ निरधन के काम भी आ जा
प्रीतम का साथ न छूटे
बेक़स की आस न टूटे
मैं आशा की कलियाँ
चरनों में लाई
कृSण कन्हाई
मोरे कृSण कन्हाई
हम भी हैं तेरे
कुछ तो दया कर
लाखों की तूने
बिगड़ी बनाई
राधा के प्यारे
rādhā ke pyāre
kṛSṇ kanhāī
terī duhāī -2
ham bhī haiṅ tere
kuchh to dayā kar
lākhoṅ kī tūne
bigaṛī banāī
rādhā ke pyāre
tū unkā hai koīi na jinkā
ho jag sāgar hai maiṅ tinkā
tūfān se āj bachā le
o mere pāhan kāle
fariyād maiṅ le kar
tere dvār āī
kṛSṇ kanhāī
more kṛSṇ kanhāī
ham bhī haiṅ tere
kuchh to dayā kar
lākhoṅ kī tūne
bigaṛī banāī
sansār kā tū hai rājā
o nirdhan ke kām bhī ā jā
prītam kā sāth na chhūṭe
beqas kī ās na ṭūṭe
maiṅ āśhā kī kaliyāṇ
charnoṅ meṅ lāī
kṛSṇ kanhāī
more kṛSṇ kanhāī
ham bhī haiṅ tere
kuchh to dayā kar
lākhoṅ kī tūne
bigaṛī banāī
rādhā ke pyāre