क़ुसूर आप का, हुज़ूर आप का
(क़ुसूर आप का, हुज़ूर आप का
मेरा नाम लीजिये ना मेरे बाप का) - 3
left right! left right! right turn !
left right! left right! about turn !
गुस्से को छोड़िये, धीरे धीरे बोलिये
मेरी सरकार जरा आँखों को खोलिये
फ़ैशन को भूल के, आओ जरा होश में
धोखे में आओ ना जवानी के जोश में
फ़ायदा है क्या झूठी टीप-टाप का
मेरे नाम लीजिये ना मेरे बाप का
क़ुसूर आप का …
अहा अहा, है है है ओहो ओहो ही ही
कोई बात कीजिये तो पहले तोल के
चलिये ना चाल ऐसे डोल-डोल के
हुस्न का हुज़ूर को बड़ा मान है
हुस्न चार रोज़ का मेहमान है
कहाँ जायेगा ग़ुरूर आप का
मेरे नाम लीजिये ना मेरे बाप का
क़ुसूर आप का …
left right! left right! about turn !
(qusūr āp kā, huzūr āp kā
merā nām lījiye nā mere bāp kā) - 3
left right! left right! right turn !
left right! left right! about turn !
gusse ko chhoṛiye, dhīre dhīre boliye
merī sarkār jarā āṇkhoṅ ko kholiye
faiśhan ko bhūl ke, āo jarā hośh meṅ
dhokhe meṅ āo nā javānī ke jośh meṅ
fāydā hai kyā jhūṭhī ṭīp-ṭāp kā
mere nām lījiye nā mere bāp kā
qusūr āp kā …
ahā ahā, hai hai hai oho oho hī hī
koī bāt kījiye to pahle tol ke
chaliye nā chāl aise ḍol-ḍol ke
husn kā huzūr ko baṛā mān hai
husn chār roz kā mehmān hai
kahāṇ jāyegā ġhurūr āp kā
mere nām lījiye nā mere bāp kā
qusūr āp kā …
left right! left right! about turn !