क़िसमत की बात है मालिक के हाथ है ... शादी
शादी! शादी! शादी! शादी! शादी! शादी!
अई अईयो
क़िसमत की बात है मालिक के हाथ है (2)
क़िस्मत की बात मालिक के हाथ जीवन का साथ है
शादी! शादी! शादी!
सुनता है सबकी जग का वो दाता
शादी कराने में उस का क्या जाता
- अरे भई उस का क्या जाता
दुनिया में देखो क़दम क़दम पर कोई न कोई
कोई न कोई बारात है
क़िस्मत की बात है
क़िस्मत की बात मालिक के हाथ
जीवन का साथ है
शादी! शादी! शादी!
हाय्! गोरी गोरी काली काली
पतली कमर वाली
इल्ली-बिल्ली खाली पीली
प्यारी प्यारी आँखों वाली
शादी! शादी! शादी!
मालिक ने चाहा तो अपनी भी होगी
जैसी भी होगी अच्छी ही होगी
- अरे भई अच्छी ही होगी
मालिक ने चाहा तो अपनी भी होगी
जैसी भी होगी अच्छी ही होगी
बिमला या कमला
अमला या रमला
भोली हो भाली
या नकहरेवाली
बिम बोली बिम्बलबोली
इगलापा पोरी
गाँव की गोरी नटखट छोरी
हाथ में कंगन कान में बाली
करमों का खेल जीवन का साथ
मालिक के हाथ है
शादी! शादी! शादी!
हाँ! क़िस्मत की बात मालिक के हाथ
जीवन का साथ
शादी! शादी! शादी!
śhādī! śhādī! śhādī! śhādī! śhādī! śhādī!
aī aīyo
qismat kī bāt hai mālik ke hāth hai (2)
qismat kī bāt mālik ke hāth jīvan kā sāth hai
śhādī! śhādī! śhādī!
suntā hai sabkī jag kā vo dātā
śhādī karāne meṅ us kā kyā jātā
- are bhaī us kā kyā jātā
duniyā meṅ dekho qadam qadam par koī na koī
koī na koī bārāt hai
qismat kī bāt hai
qismat kī bāt mālik ke hāth
jīvan kā sāth hai
śhādī! śhādī! śhādī!
hāy! gorī gorī kālī kālī
patlī kamar vālī
illī-billī khālī pīlī
pyārī pyārī āṇkhoṅ vālī
śhādī! śhādī! śhādī!
mālik ne chāhā to apnī bhī hogī
jaisī bhī hogī achchhī hī hogī
- are bhaī achchhī hī hogī
mālik ne chāhā to apnī bhī hogī
jaisī bhī hogī achchhī hī hogī
bimlā yā kamlā
amlā yā ramlā
bholī ho bhālī
yā nakahrevālī
bim bolī bimbalbolī
iglāpā porī
gāṇv kī gorī naṭkhaṭ chhorī
hāth meṅ kaṅgan kān meṅ bālī
karmoṅ kā khel jīvan kā sāth
mālik ke hāth hai
śhādī! śhādī! śhādī!
hāṇ! qismat kī bāt mālik ke hāth
jīvan kā sāth
śhādī! śhādī! śhādī!