क़सम ख़ुदा की यक़ीन ... तुम्हें मोहब्बत है
क़सम ख़ुदा की यक़ीन
आ: तुम्हें मोहब्बत है हमसे माना बताओ इसका सबूत क्या है -2
र: ये हाथ सीने पे रख के देखो न पूछो इसका सबूत क्या है
आ: तुम्हें मोहब्बत है …
ये दिल की धड़कन ये सर्द आहें यही शिक़ायत है हर किसी को -2
नई बला को जब भी देखा तो प्यार करने लगे उसी से
नई भला इसमें बात क्या है कि ये फ़साना बहुत सुना है
र: ये हाथ सीने पे …
आ: तुम्हें मोहब्बत है …
र: जो आग सीने में है हमारे तुम्हारे होती तो जान लेते -2
बग़ैर कोई सबूत माँगे हमारी चाहत को मान लेते
तुम्हारी आँखों में काश होता हमारी आँखों में जो नशा है
ये हाथ सीने पे …
आ: तुम्हें मोहब्बत है …
यही नशा जो रहे हमेशा तो हम भी चाहत का जाम पी लें -2
ये दौर-ए-साग़र यूँ ही चलेगा तो ले के साक़ी का नाम पी लें
मगर ये हम पर क़रम की नज़रें बदल न जाएँगी क्या पता है
र: ये हाथ सीने पे …
आ: तुम्हें मोहब्बत है …
र: हमें तो साक़ी से वास्ता है सुराही बदले या जाम बदले -2
तेरे दीवाने कभी न बदलेंगे चाहे सारा निजाम बदले
तेरे ही क़दमों में जान देंगे ये दिल तुझे जब दे दिया है
आ: तुम्हें मोहब्बत है …
qasam khudā kī yaqīn
ā: tumheṅ mohabbat hai hamse mānā batāo iskā sabūt kyā hai -2
ra: ye hāth sīne pe rakh ke dekho na pūchho iskā sabūt kyā hai
ā: tumheṅ mohabbat hai …
ye dil kī dhaṛkan ye sard āheṅ yahī śhiqāyat hai har kisī ko -2
naī balā ko jab bhī dekhā to pyār karne lage usī se
naī bhalā ismeṅ bāt kyā hai ki ye fasānā bahut sunā hai
ra: ye hāth sīne pe …
ā: tumheṅ mohabbat hai …
ra: jo āg sīne meṅ hai hamāre tumhāre hotī to jān lete -2
baġhair koī sabūt māṇge hamārī chāhat ko mān lete
tumhārī āṇkhoṅ meṅ kāśh hotā hamārī āṇkhoṅ meṅ jo naśhā hai
ye hāth sīne pe …
ā: tumheṅ mohabbat hai …
yahī naśhā jo rahe hameśhā to ham bhī chāhat kā jām pī leṅ -2
ye daur-e-sāġhar yūṇ hī chalegā to le ke sāqī kā nām pī leṅ
magar ye ham par qaram kī nazreṅ badal na jāeṇgī kyā patā hai
ra: ye hāth sīne pe …
ā: tumheṅ mohabbat hai …
ra: hameṅ to sāqī se vāstā hai surāhī badle yā jām badle -2
tere dīvāne kabhī na badleṅge chāhe sārā nijām badle
tere hī qadmoṅ meṅ jān deṅge ye dil tujhe jab de diyā hai
ā: tumheṅ mohabbat hai …