क़रीब आ ये नज़र फिर मिले मिले ना मिले
क़रीब आ ये नज़र फिर मिले मिले ना मिले
ये आरज़ू का चमन फिर खिले खिले न खिले
क़रीब आ ये नज़र …
भटक रही हूँ सदियों से तेरी राहों में
पनाह दे किसी घायल को अपनी बाँहों में
ये दिल का ज़ख़्म कभी फिर फिर खिले खिले ना खिले
क़रीब आ ये नज़र …
तरस रहा है ये दिल तेरी इक नज़र के लिए
बस एक नज़र तेरी काफ़ी है उम्र भर के लिए
नज़र से प्यार जता लब हिले हिले ना हिले
क़रीब आ ये नज़र …
नज़र उठा के तेरे सामने बहार खड़ी
कोई हसीना निगाहों में ले के प्यार खड़ी
फिर इस अदा की कली खिले खिले ना खिले
क़रीब आ ये नज़र …
qarīb ā ye nazar phir mile mile nā mile
ye ārazū kā chaman phir khile khile na khile
qarīb ā ye nazar …
bhaṭak rahī hūṇ sadiyoṅ se terī rāhoṅ meṅ
panāh de kisī ghāyal ko apnī bāṇhoṅ meṅ
ye dil kā zakhm kabhī phir phir khile khile nā khile
qarīb ā ye nazar …
taras rahā hai ye dil terī ik nazar ke lie
bas ek nazar terī kāfī hai umr bhar ke lie
nazar se pyār jatā lab hile hile nā hile
qarīb ā ye nazar …
nazar uṭhā ke tere sāmne bahār khaṛī
koī hasīnā nigāhoṅ meṅ le ke pyār khaṛī
phir is adā kī kalī khile khile nā khile
qarīb ā ye nazar …