को: क़दम बढ़ाए जा न डर क़दम बढ़ाए जा
है पाँव तले तेरे ज़मीं जग पे छाए जा
र: ये ज़िन्दगी की धूप-छाँव क्या डराएगी
को: जले हुए चमन में खुद बहार आएगी
र: मुसीबतें तो आएँगी तू मुस्कराए जा
क़दम बढ़ाए जा …
अलग न चल साथियों से क़दम मिला के चल
को: अँधेरा छाया हो जहाँ दिए बन के जल
र: नई ज़मीं पे आसमाँ नया बनाए जा
क़दम बढ़ाए जा …
ko: qadam baṛhāe jā na ḍar qadam baṛhāe jā
hai pāṇv tale tere zamīṅ jag pe chhāe jā
ra: ye zindgī kī dhūp-chhāṇv kyā ḍarāegī
ko: jale hue chaman meṅ khud bahār āegī
ra: musībteṅ to āeṇgī tū muskrāe jā
qadam baṛhāe jā …
alag na chal sāthiyoṅ se qadam milā ke chal
ko: aṇdherā chhāyā ho jahāṇ die ban ke jal
ra: naī zamīṅ pe āsmāṇ nayā banāe jā
qadam baṛhāe jā …