क़ातिल है तेरी हर अदा हर दिल है तुझ पर फ़िदा
क़ातिल है तेरी हर अदा हर दिल है तुझ पर फ़िदा
राही अपनी मंज़िल भूले देख के तेरा चेहरा
प्यारी है तू इतनी ख़ुदा भी तो चाहता होगा
हसीं है तू ख़ुदा भी तो मानता होगा
चम चम चमके तेरा बदन जीवन सागर पार करके
मुस्कानों में मोती छुपे हैं सीपों सी पलकें
महफ़िल में है हर दिल में है अब तेरा ही जलवा
पंख नहीं है जिसके ऐसी तू है रूप परी
जन्नत को क्यों छोड़ा तूने फ़लक़ से क्यों उतरी
जब देखो तब करते हैं लब तेरा ही चरचा
qātil hai terī har adā har dil hai tujh par fidā
rāhī apnī maṅzil bhūle dekh ke terā chehrā
pyārī hai tū itnī khudā bhī to chāhtā hogā
hasīṅ hai tū khudā bhī to māntā hogā
cham cham chamke terā badan jīvan sāgar pār karke
muskānoṅ meṅ motī chhupe haiṅ sīpoṅ sī palkeṅ
mahafil meṅ hai har dil meṅ hai ab terā hī jalvā
paṅkh nahīṅ hai jiske aisī tū hai rūp parī
jannat ko kyoṅ chhoṛā tūne falaq se kyoṅ utrī
jab dekho tab karte haiṅ lab terā hī charchā