प्यारी-प्यारी सूरतो मोह भरी मूरतो
प्यारी-प्यारी सूरतो
मोह भरी मूरतो
देस से परदेस में
तुम्हरा सन्देसा आये है
तन से भी मन से भी
जैसे खिँचा जाये है
मदद करो
मदद करो
तुम संग आ जायेंगे
( पहुँचेंगे आख़िर कभी
छानेंगे एक-एक गली ) -2
देखें वो मुखड़ा अभी
होगी यही बेकली
( गाल हैं जिसके गुलाब
रस आँखों का शराब ) -2
होँठ कहाँ रहेंगे फिर
फूल भी खो जायेंगे
हाँ वोही गुल-रस भरी
जैसे बाजे
बाँसुरी
कानों में ले कर संदेस -4
नीं से
नींद से चौकाये है
( देस से हम दूर हैं दूर हैं
हाल से मजबूर हैं ) -2
मदद करो
मदद बिना
मदद बिना कैसे पहुँच पायेंगे
मदद करो मदद करो मदद करो
pyārī-pyārī sūrto
moh bharī mūrto
des se pardes meṅ
tumhrā sandesā āye hai
tan se bhī man se bhī
jaise khiṇchā jāye hai
madad karo
madad karo
tum saṅg ā jāyeṅge
( pahuṇcheṅge ākhir kabhī
chhāneṅge ek-ek galī ) -2
dekheṅ vo mukhaṛā abhī
hogī yahī beklī
( gāl haiṅ jiske gulāb
ras āṇkhoṅ kā śharāb ) -2
hoṇṭh kahāṇ raheṅge phir
phūl bhī kho jāyeṅge
hāṇ vohī gul-ras bharī
jaise bāje
bāṇsurī
kānoṅ meṅ le kar saṅdes -4
nīṅ se
nīṅd se chaukāye hai
( des se ham dūr haiṅ dūr haiṅ
hāl se majbūr haiṅ ) -2
madad karo
madad binā
madad binā kaise pahuṇch pāyeṅge
madad karo madad karo madad karo