प्यारा भैया मेरा दूल्हा राजा बनके आ गया
प्यारा भैया मेरा दूल्हा राजा बनके आ गया
प्यारा भैया मेरा
रेशम की पगड़ी पे सेहरा घर आंगन महका गया
प्यारा भैया मेरा
प्यारा भैया मेरा …
आज कैसी धूम है गा रही शहनाईयां
आँचलों की छांव में बैठा भैया साईंयां
सजके डोली आएगी लौटके जब साथ में
प्यारी सी भाभी का हाथ लूंगी अपने हाथ में
फिर एक दिन अरे क्या कहना इक फूल सा खिलेगा अंगना
प्यारा भैया मेरा …
देखो कैसी सज रही सूरत मेरे यार की
मस्ती में क्या झूमती शाम आई प्यार की
ओ हो ओ हो
गोरियों के बीच में बैठा कैसी शान से
ऐसे ही पूरे हों दिन मेरे भी अरमान के
इन हाथों में भी कोई हाथ आए
अपनी भी सुहाग की रात आए
देखो यारा मेरा दूल्हा राजा बनके आ गया
देखो यारा मेरा
रेशम की पगड़ी पे …
pyārā bhaiyā merā dūlhā rājā banke ā gayā
pyārā bhaiyā merā
reśham kī pagaṛī pe sehrā ghar āṅgan mahkā gayā
pyārā bhaiyā merā
pyārā bhaiyā merā …
āj kaisī dhūm hai gā rahī śhahnāīyāṅ
āṇchloṅ kī chhāṅv meṅ baiṭhā bhaiyā sāīṅyāṅ
sajke ḍolī āegī lauṭke jab sāth meṅ
pyārī sī bhābhī kā hāth lūṅgī apne hāth meṅ
phir ek din are kyā kahnā ik phūl sā khilegā aṅgnā
pyārā bhaiyā merā …
dekho kaisī saj rahī sūrat mere yār kī
mastī meṅ kyā jhūmtī śhām āī pyār kī
o ho o ho
goriyoṅ ke bīch meṅ baiṭhā kaisī śhān se
aise hī pūre hoṅ din mere bhī armān ke
in hāthoṅ meṅ bhī koī hāth āe
apnī bhī suhāg kī rāt āe
dekho yārā merā dūlhā rājā banke ā gayā
dekho yārā merā
reśham kī pagaṛī pe …