प्यार पर बस तो नहीं है मेरा, लेकिन फिर भी
प्यार पर बस तो नहीं है मेरा, लेकिन फिर भी
तू बता दे के तुझे प्यार करूँ या ना करूँ
मेरे ख़्वाबों के झरोखों को सजाने वाली
तेरे ख़्वाबों में कहीं मेरा गुज़र है के नहीं
पूछ कर अपनी निगाहों से बता दे मुझको
मेरी रातों के मुक़द्दर में सहर है के नहीं
प्यार पर बस तो नहीं है …
कहीं ऐसा न हो पाओं मेरे थर्रा जाएं
और तेरी मरमरी बाहों का सहारा न मिले
अश्क बहते रहे खमोश सियाह रातों में
और तेरे रेशमी आंचल का किनारा न मिले
प्यार पर बस तो नहीं है …
pyār par bas to nahīṅ hai merā, lekin phir bhī
tū batā de ke tujhe pyār karūṇ yā nā karūṇ
mere khvāboṅ ke jharokhoṅ ko sajāne vālī
tere khvāboṅ meṅ kahīṅ merā guzar hai ke nahīṅ
pūchh kar apnī nigāhoṅ se batā de mujhko
merī rātoṅ ke muqaddar meṅ sahar hai ke nahīṅ
pyār par bas to nahīṅ hai …
kahīṅ aisā na ho pāoṅ mere tharrā jāeṅ
aur terī maramrī bāhoṅ kā sahārā na mile
aśhk bahte rahe khamośh siyāh rātoṅ meṅ
aur tere reśhmī āṅchal kā kinārā na mile
pyār par bas to nahīṅ hai …