प्यार मुझसे जो किया तुमने तो क्या पाओगी
प्यार मुझसे जो किया तुमने तो क्या पाओगी
मेरे हालात की आंधी में बिखर जाओगी
रंज और दर्द की बस्ती का मैं बाशिंदा हूँ
ये तो बस मैं हूँ के इस हाल में भी ज़िंदा हूँ
ख्वाब क्यों देखूँ वो कल जिस पे मैं शर्मिंदा हूँ
मैं जो शर्मिंदा हुआ तुम भी तो शर्माओगी
क्यों मेरे साथ कोई और परेशान रहे
मेरी दुनिया है जो वीरान तो वीरान रहे
जिन्दगी का ये सफ़र तुम पे तो आसान रहे
हमसफ़र मुझको बनाओगी तो पछताओगी
एक मैं क्या अभी आयेंगे दीवाने कितने
अभी गुन्जेंगे मोहब्बत के तराने कितने
जिन्दगी तुमको सुनाएगी फ़साने कितने
क्यों समझती हो मुझे भूल नहीं पाओगी
pyār mujhse jo kiyā tumne to kyā pāogī
mere hālāt kī āṅdhī meṅ bikhar jāogī
raṅj aur dard kī bastī kā maiṅ bāśhiṅdā hūṇ
ye to bas maiṅ hūṇ ke is hāl meṅ bhī ziṅdā hūṇ
khvāb kyoṅ dekhūṇ vo kal jis pe maiṅ śharmiṅdā hūṇ
maiṅ jo śharmiṅdā huā tum bhī to śharmāogī
kyoṅ mere sāth koī aur pareśhān rahe
merī duniyā hai jo vīrān to vīrān rahe
jindgī kā ye safar tum pe to āsān rahe
hamasafar mujhko banāogī to pachhtāogī
ek maiṅ kyā abhī āyeṅge dīvāne kitne
abhī gunjeṅge mohabbat ke tarāne kitne
jindgī tumko sunāegī fasāne kitne
kyoṅ samajhtī ho mujhe bhūl nahīṅ pāogī