प्यार मुझसे जो किया तुमने तो क्या पाओगी
प्यार मुझसे जो किया तुमने तो क्या पाओगी
मेरे हालत की आंधी में बिखर जओगी
प्यार मुझसे जो किया तुमने तो क्या पाओगी
रंज और दर्द की बस्ती का मैं बाशिन्दा हूँ
ये तो बस मैं हूँ के इस हाल में भी ज़िन्दा हूँ
ख्वाब क्यूं देखूँ वो कल जिसपे मैं शर्मिन्दा हूँ
मैं जो शर्मिन्दा हुआ तुम भी तो शरमाओगी
प्यार मुझसे जो किया …
क्यूं मेरे साथ कोइ और परेशान रहे
मेरी दुनिया है जो वीरान तो वीरान रहे
ज़िन्दगी का ये सफ़र तुमको तो आसान रहे
हमसफ़र मुझको बनओगी तो पछताओगी
प्यार मुझसे जो किया …
एक मैं क्या अभी आयेंगे दीवाने कितने
अभी गूंजेगे मुहब्बत के तराने कितने
ज़िन्दगी तुमको सुनायेगी फ़साने कितने
क्यूं समझती हो मुझे भूल नही पाओगी
प्यार मुझसे जो किया …
pyār mujhse jo kiyā tumne to kyā pāogī
mere hālat kī āṅdhī meṅ bikhar jaogī
pyār mujhse jo kiyā tumne to kyā pāogī
raṅj aur dard kī bastī kā maiṅ bāśhindā hūṇ
ye to bas maiṅ hūṇ ke is hāl meṅ bhī zindā hūṇ
khvāb kyūṅ dekhūṇ vo kal jispe maiṅ śharmindā hūṇ
maiṅ jo śharmindā huā tum bhī to śharmāogī
pyār mujhse jo kiyā …
kyūṅ mere sāth koi aur pareśhān rahe
merī duniyā hai jo vīrān to vīrān rahe
zindgī kā ye safar tumko to āsān rahe
hamasafar mujhko banaogī to pachhtāogī
pyār mujhse jo kiyā …
ek maiṅ kyā abhī āyeṅge dīvāne kitne
abhī gūṅjege muhabbat ke tarāne kitne
zindgī tumko sunāyegī fasāne kitne
kyūṅ samajhtī ho mujhe bhūl nahī pāogī
pyār mujhse jo kiyā …