Pyaar men do dil mile aur door ho kar rah gaye

प्यार में दो दिल मिले और दूर हो कर रह गये
Work
Year
Language

प्यार में दो दिल मिले और दूर हो कर रह गये -2
फ़ैसले उल्फ़त के नामंज़ूर हो कर रह गये
प्यार में दो दिल मिले

सामने मंज़िल मुहब्बत की बुलाती ही रही -2
पाँव में काँटे लगे मजबूर हो कर रह गये -2

प्यार में दो दिल मिले और दूर हो कर रह गये
प्यार में दो दिल मिले

जिनको दिल में था छुपाया उनसे हम छुपने लगे -2
जितने पास आये थे उतने दूर हो कर रह गये -2

प्यार में दो दिल मिले और दूर हो कर रह गये
फ़ैसले उल्फ़त के नामंज़ूर हो कर रह गये
प्यार में दो दिल मिले

pyār meṅ do dil mile aur dūr ho kar rah gaye -2
faisle ulfat ke nāmaṅzūr ho kar rah gaye
pyār meṅ do dil mile

sāmne maṅzil muhabbat kī bulātī hī rahī -2
pāṇv meṅ kāṇṭe lage majbūr ho kar rah gaye -2

pyār meṅ do dil mile aur dūr ho kar rah gaye
pyār meṅ do dil mile

jinko dil meṅ thā chhupāyā unse ham chhupne lage -2
jitne pās āye the utne dūr ho kar rah gaye -2

pyār meṅ do dil mile aur dūr ho kar rah gaye
faisle ulfat ke nāmaṅzūr ho kar rah gaye
pyār meṅ do dil mile