प्यार की क़सम है न देख ऐसे प्यार से
र: प्यार की क़सम है न देख ऐसे प्यार से
आ: हो तू मेरा सनम है कहूँगी मैं पुकार के
र: प्यार की क़सम है …
आ: प्यार की अदा है ज़िन्दगी
र: ग़म की भी सदा है ज़िन्दगी
आ: ओ ओ हो हो
र: हो ओ हो हो
आ: ग़म सहूँगी चाह में तेरी
र: जी क़सम तो खाइए मेरी
आ: तेरी क़सम चमन मेरी बहार के
र: प्यार की क़सम है …
आ: लब पे है खिला गुलाब सा
र: आँख में हसीन ख़्वाब सा
आ: ओ ओ हो हो
र: हो ओ हो हो
आ: जो हसीं न हो वह ख़्वाब क्या
र: खो न जाए वो शबाब क्या
आ: कहे कि चल यही हैं दिन खुमार के
र: प्यार की क़सम है …
ra: pyār kī qasam hai na dekh aise pyār se
ā: ho tū merā sanam hai kahūṇgī maiṅ pukār ke
ra: pyār kī qasam hai …
ā: pyār kī adā hai zindgī
ra: ġham kī bhī sadā hai zindgī
ā: o o ho ho
ra: ho o ho ho
ā: ġham sahūṇgī chāh meṅ terī
ra: jī qasam to khāie merī
ā: terī qasam chaman merī bahār ke
ra: pyār kī qasam hai …
ā: lab pe hai khilā gulāb sā
ra: āṇkh meṅ hasīn khvāb sā
ā: o o ho ho
ra: ho o ho ho
ā: jo hasīṅ na ho vah khvāb kyā
ra: kho na jāe vo śhabāb kyā
ā: kahe ki chal yahī haiṅ din khumār ke
ra: pyār kī qasam hai …