प्यार के इस खेल में, दो दिलों के मेल में
तेरा पीछा ना मैं छोड़ूंगा सोनिये
भेज दे चाहे जेल में
प्यार के इस खेल में …
(डरता मैं नहीं, चाहे हो ज़मीं, चाहे आसमां
जहां भी तू जायेगी मैं वहां चला आऊंगा ) - 2
तेरा (पीछा ना मैं छोड़ूंगा सोनिये - 2)
भेज दे चाहे जेल में
प्यार के इस खेल में …
(ओ जान-ए-जिगर, दिन में तू अगर, मुझसे ना मिली
सपनों में आके सारी रात जगाऊंगा ) - 2
तेरा (पीछा ना मैं छोड़ूंगा सोनिये - 2)
भेज दे चाहे जेल में
प्यार के इस खेल में …
(दिल के हाथ से, लिख ले बात ये, वादा ये रहा
तेरे घर लेके बारात कभी आऊंगा ) - 2
तेरा (पीछा ना मैं छोड़ूंगा सोनिये - 2)
भेज दे चाहे जेल में
प्यार के इस खेल में …
pyār ke is khel meṅ, do diloṅ ke mel meṅ
terā pīchhā nā maiṅ chhoṛūṅgā soniye
bhej de chāhe jel meṅ
pyār ke is khel meṅ …
(ḍartā maiṅ nahīṅ, chāhe ho zamīṅ, chāhe āsmāṅ
jahāṅ bhī tū jāyegī maiṅ vahāṅ chalā āūṅgā ) - 2
terā (pīchhā nā maiṅ chhoṛūṅgā soniye - 2)
bhej de chāhe jel meṅ
pyār ke is khel meṅ …
(o jān-e-jigar, din meṅ tū agar, mujhse nā milī
sapnoṅ meṅ āke sārī rāt jagāūṅgā ) - 2
terā (pīchhā nā maiṅ chhoṛūṅgā soniye - 2)
bhej de chāhe jel meṅ
pyār ke is khel meṅ …
(dil ke hāth se, likh le bāt ye, vādā ye rahā
tere ghar leke bārāt kabhī āūṅgā ) - 2
terā (pīchhā nā maiṅ chhoṛūṅgā soniye - 2)
bhej de chāhe jel meṅ
pyār ke is khel meṅ …