प्यार हुआ है जब से मुझ को नहीं चैन आता
प्यार हुआ है जब से मुझ को नहीं चैन आता
छुप के नज़र से भी तू दिल से नहीं जाता
अरे प्यार हुआ है जब से …
लिपटी है तू मेरी ही बाहों से
फिर है सजना ओझल क्यों मेरी निगाहों से
मैं हूँ तेरे दिल हाय में फिर भी मेरी जाँ
तू ने ही मुझको नहीं देखा मैं करूँ क्या?
अरे प्यार हुआ है जब से …
रखना दिल को ले कर इन हाथों में
दिल है पागाल आना न तू इस की बातों में
लेकिन इस दिल पे, अरे, क़ाबू किस को
ये तो है तेरा दीवाना मैं करूँ क्या?
अरे प्यार हुआ है जब से …
जूझा तेरे गेसु बिखराने में
मिलता है क्या ऐ ज़ालिम मुझे सताने में
तुझको उलझा के मुझको मेरी जाँ
अच्छी लगती है तेरी सूरत मैं करूँ क्या?
अरे प्यार हुआ है जब से …
pyār huā hai jab se mujh ko nahīṅ chain ātā
chhup ke nazar se bhī tū dil se nahīṅ jātā
are pyār huā hai jab se …
lipṭī hai tū merī hī bāhoṅ se
phir hai sajnā ojhal kyoṅ merī nigāhoṅ se
maiṅ hūṇ tere dil hāy meṅ phir bhī merī jāṇ
tū ne hī mujhko nahīṅ dekhā maiṅ karūṇ kyā?
are pyār huā hai jab se …
rakhnā dil ko le kar in hāthoṅ meṅ
dil hai pāgāl ānā na tū is kī bātoṅ meṅ
lekin is dil pe, are, qābū kis ko
ye to hai terā dīvānā maiṅ karūṇ kyā?
are pyār huā hai jab se …
jūjhā tere gesu bikhrāne meṅ
miltā hai kyā ai zālim mujhe satāne meṅ
tujhko uljhā ke mujhko merī jāṇ
achchhī lagtī hai terī sūrat maiṅ karūṇ kyā?
are pyār huā hai jab se …