प्यार हमें किस मोड़ पे ले आया
हम ने वो क्या देखा जो कहा दीवाना
हम को नहीं कुछ समझ ज़रा समझाना
प्यार में जब भी आँख कहीं लड़ जाये
तब धड़कन और बेचैनी बढ़ जाये
गिनता है जब कोई रातों को तारे
तब समझो उसे प्यार हो गया - प्यारे
प्यार हमें किस मोड़ पे ले आया
कि दिल करे हाय
- हाय
कोई तो बताये क्या होगा
बत्तियाँ बुझा दो
- अरे कोई बत्ती तो बुझा दे यार
बत्तियाँ बुझा दो कि नींद नहीं आती है
बत्तियाँ बुझाने से भी नींद नहीं आयेगी
बत्तियाँ बुझाने वाली जाने कब आयेगी
- श्! श्! श्!
शोर न मचाओ वरना भाभी जाग जायेगी
प्यार तुम्हें किस मोड़ पे ले आया
कि दिल करे हाय
- हाय
कोई ये बताये क्या होगा
प्यार …
- होना क्या है? जा के उन्हें ले आयेंगे!
आखिर क्या थी ऐसी भी मजबूरी
मिल गए दिल अब भी क्यों है ये दूरी
अरे, दम है तो उन को छीन के ले आयेंगे
दी न गर घर वालों ने मंज़ूरी
प्यार हमें किस मोड़ पे ले आया
कि दिल करे हाय
- हाय
कोई ये बताये क्या होगा
ham ne vo kyā dekhā jo kahā dīvānā
ham ko nahīṅ kuchh samajh zarā samjhānā
pyār meṅ jab bhī āṇkh kahīṅ laṛ jāye
tab dhaṛkan aur bechainī baṛh jāye
gintā hai jab koī rātoṅ ko tāre
tab samjho use pyār ho gayā - pyāre
pyār hameṅ kis moṛ pe le āyā
ki dil kare hāy
- hāy
koī to batāye kyā hogā
battiyāṇ bujhā do
- are koī battī to bujhā de yār
battiyāṇ bujhā do ki nīṅd nahīṅ ātī hai
battiyāṇ bujhāne se bhī nīṅd nahīṅ āyegī
battiyāṇ bujhāne vālī jāne kab āyegī
- śh! śh! śh!
śhor na machāo varnā bhābhī jāg jāyegī
pyār tumheṅ kis moṛ pe le āyā
ki dil kare hāy
- hāy
koī ye batāye kyā hogā
pyār …
- honā kyā hai? jā ke unheṅ le āyeṅge!
ākhir kyā thī aisī bhī majbūrī
mil gae dil ab bhī kyoṅ hai ye dūrī
are, dam hai to un ko chhīn ke le āyeṅge
dī na gar ghar vāloṅ ne maṅzūrī
pyār hameṅ kis moṛ pe le āyā
ki dil kare hāy
- hāy
koī ye batāye kyā hogā