प्यार भरी इन आँखों ने आजा तुझको
ल: प्यार भरी इन आँखों ने
आजा तुझको याद किया
ल: आजा के बहारें मेरी हैं
गुलशन पे जवानी तुझसे है
बेचैन दुआएं कहती हैं
दुनिया ही सुहानी तुझसे है
हो सुहानी तुझसे है
हो प्यार के सुन्दर सपनों को
जा के क्यूँ बरबाद किया -2
गी: ओ प्यार भरी इन आँखों ने
ल: आ जायें बहारें हमको क्या
इठलायें हवायें हमको क्या -2
गी: फ़रियाद हमारी कहती है
इतारायें फ़िज़ाएं हमको क्या
ओ फ़िज़ाएं हमको क्या
ओ प्यार के मारे इस दिल ने
फिर भी तुझको याद किया -2
ल: ओ प्यार भरी इन आँखों ने
गी: आ जाओ ख़िज़ाँ का फूल हैं हम
इकतार की ऐसी धूल हैं हम
फ़ाके ही लिखें हैं क़िसमत में
फ़रियाद तुम्हारी हैं हरदम
ओ तुम्हारी हैं हरदम
ओ प्यार की मन्ज़िल पर आ के
आज हमें नाशाद किया -2
ल: ओ प्यार भरी इन आँखों ने
la: pyār bharī in āṇkhoṅ ne
ājā tujhko yād kiyā
la: ājā ke bahāreṅ merī haiṅ
gulaśhan pe javānī tujhse hai
bechain duāeṅ kahtī haiṅ
duniyā hī suhānī tujhse hai
ho suhānī tujhse hai
ho pyār ke sundar sapnoṅ ko
jā ke kyūṇ barbād kiyā -2
gī: o pyār bharī in āṇkhoṅ ne
la: ā jāyeṅ bahāreṅ hamko kyā
iṭhlāyeṅ havāyeṅ hamko kyā -2
gī: fariyād hamārī kahtī hai
itārāyeṅ fizāeṅ hamko kyā
o fizāeṅ hamko kyā
o pyār ke māre is dil ne
phir bhī tujhko yād kiyā -2
la: o pyār bharī in āṇkhoṅ ne
gī: ā jāo khizāṇ kā phūl haiṅ ham
iktār kī aisī dhūl haiṅ ham
fāke hī likheṅ haiṅ qismat meṅ
fariyād tumhārī haiṅ hardam
o tumhārī haiṅ hardam
o pyār kī manzil par ā ke
āj hameṅ nāśhād kiyā -2
la: o pyār bharī in āṇkhoṅ ne