ल: प्यार अगर तुम करते हो हाँ करते हो
कु: प्यार अगर तुम करती हो हाँ करती हो
ल: प्यार अगर तुम करते हो सारी उमर भरोसा करना
इसी के लिए तो जीना है इसमें ना धोखा करना
कु: प्यार अगर तुम करती हो सारी उमर भरोसा करना
इसी के लिए तो जीना है इसमें ना धोखा करना
ल: प्यार अगर तुम करते हो
कु: हाँ हाँ करते हैं
ल: करते हो
कु: हाँ करते हैं
कभी तुम्हें और कभी हमें दुनिया बदनाम करेगी
ल: हम दोनों में गलतफ़हमी हो ऐसे काम करेगी -2
सुन लेना जो लोग कहें उनपे ना भरोसा करना ना ना ना
कु: प्यार अगर तुम करती हो
ल: हाँ करती हूँ
प्यार अगर तुम …
ल: रहो मेरे तुम पास-पास मैं सामने रहूँ तुम्हारे
कु: चेहरा तुम्हारा नज़र आए तो फिर क्या चाँद सितारे
ल: प्यार को जब भी दिल चाहे तुम दिल को ना टोका करना ना ना ना
प्यार अगर तुम …
la: pyār agar tum karte ho hāṇ karte ho
ku: pyār agar tum kartī ho hāṇ kartī ho
la: pyār agar tum karte ho sārī umar bharosā karnā
isī ke lie to jīnā hai ismeṅ nā dhokhā karnā
ku: pyār agar tum kartī ho sārī umar bharosā karnā
isī ke lie to jīnā hai ismeṅ nā dhokhā karnā
la: pyār agar tum karte ho
ku: hāṇ hāṇ karte haiṅ
la: karte ho
ku: hāṇ karte haiṅ
kabhī tumheṅ aur kabhī hameṅ duniyā badnām karegī
la: ham donoṅ meṅ galtafahmī ho aise kām karegī -2
sun lenā jo log kaheṅ unpe nā bharosā karnā nā nā nā
ku: pyār agar tum kartī ho
la: hāṇ kartī hūṇ
pyār agar tum …
la: raho mere tum pās-pās maiṅ sāmne rahūṇ tumhāre
ku: chehrā tumhārā nazar āe to phir kyā chāṇd sitāre
la: pyār ko jab bhī dil chāhe tum dil ko nā ṭokā karnā nā nā nā
pyār agar tum …