स्स: पुरवाई पवन लहराए, ओ जिया गाए
कानों में कहता है कोई, (वो आयें) - 3
त्म: आई बसंत, आई बसंत, फूलों से दामन भरे
त्म: अम्बुवा की डाली पे बोले कोयलिया
स्स: गुलशन में झूले पड़े
पुरवाई पवन लहराए …
त्म: मन को लुभाए शाम सुहानी
रंगत हुई बन की रानी
उमंगों के दिन हैं, बहारों का मौसम
स्स: गुल पर है बुलबुल दिवानी
त्म: दिवानी
स्स: गुल पर है बुलबुल दिवानी
त्म: झूम झूम गाए नवेली अलबेली
स्स: प्रेमी के मन को हरे
बो: झूम झूम गाए नवेली अलबेली
प्रेमी के मन को हरे
बो: (आई बसंत,) - 2 फूलों से दामन भरे
बो: (आई बसंत,) - 2 फूलों से दामन भरे
ss: purvāī pavan lahrāe, o jiyā gāe
kānoṅ meṅ kahtā hai koī, (vo āyeṅ) - 3
tm: āī basaṅt, āī basaṅt, phūloṅ se dāman bhare
tm: ambuvā kī ḍālī pe bole koyliyā
ss: gulaśhan meṅ jhūle paṛe
purvāī pavan lahrāe …
tm: man ko lubhāe śhām suhānī
raṅgat huī ban kī rānī
umaṅgoṅ ke din haiṅ, bahāroṅ kā mausam
ss: gul par hai bulbul divānī
tm: divānī
ss: gul par hai bulbul divānī
tm: jhūm jhūm gāe navelī albelī
ss: premī ke man ko hare
bo: jhūm jhūm gāe navelī albelī
premī ke man ko hare
bo: (āī basaṅt,) - 2 phūloṅ se dāman bhare
bo: (āī basaṅt,) - 2 phūloṅ se dāman bhare