प्रेम पत्र आया है उसने बुलाया है
प्रेम पत्र आया है उसने बुलाया है
जो न सोचा था कभी आज वो हो गया -2
प्रेम पत्र आया है …
ख़त में लिखा है जो क्या ये हक़ीक़त है
क्या ये हक़ीक़त है तुम्हें मुझसे मुहब्बत है
है तो जान-ए-मन कभी ये जुबां से भी कह दो
कह दो ये कह दो मेरी हो हाँ तुम मेरी हो
अरे बाबा कह तो दिया
जो न सोचा था …
अचानक ये हुआ कैसे मेरे दिल को हैरत है
क्यों हैरत है
इनायत है तुम्हारी या मेहरबां मुझपे क़िस्मत है
तुम्हें क्या लगता है
ओह तुम अपने तो सारा आलम अपना है
मैने देखा वो सच है या कोई सपना है
ये सच है सच है सच है
जो न सोचा था …
prem patr āyā hai usne bulāyā hai
jo na sochā thā kabhī āj vo ho gayā -2
prem patr āyā hai …
khat meṅ likhā hai jo kyā ye haqīqat hai
kyā ye haqīqat hai tumheṅ mujhse muhabbat hai
hai to jān-e-man kabhī ye jubāṅ se bhī kah do
kah do ye kah do merī ho hāṇ tum merī ho
are bābā kah to diyā
jo na sochā thā …
achānak ye huā kaise mere dil ko hairat hai
kyoṅ hairat hai
ināyat hai tumhārī yā meharbāṅ mujhpe qismat hai
tumheṅ kyā lagtā hai
oh tum apne to sārā ālam apnā hai
maine dekhā vo sach hai yā koī sapnā hai
ye sach hai sach hai sach hai
jo na sochā thā …