Prem-kahaanee sakhee sunat suhaave

प्रेम-कहानी सखी सुनत सुहावे
Year
Language

प्रेम-कहानी सखी सुनत सुहावे -2
चोर चुरावे माल ख़ज़ाना -2
पिया नैनन की निंदिया चुरावे -2
प्रेम-कहानी सखी सुनत सुहावे -2

प्रेम-कहानी सखी सुनत सुहावे -2
डाकू चलावे लोहे का भाला -2
पिया नजरिया के तीर चलावे -2
प्रेम-कहानी सखी सुनत सुहावे -2

प्रीत-नगर की रीत निराली -2
जो मर जाये अमर हो जाये -2
प्रेम-कहानी सखी सुनत सुहावे -2

prem-kahānī sakhī sunat suhāve -2
chor churāve māl khazānā -2
piyā nainan kī niṅdiyā churāve -2
prem-kahānī sakhī sunat suhāve -2

prem-kahānī sakhī sunat suhāve -2
ḍākū chalāve lohe kā bhālā -2
piyā najriyā ke tīr chalāve -2
prem-kahānī sakhī sunat suhāve -2

prīt-nagar kī rīt nirālī -2
jo mar jāye amar ho jāye -2
prem-kahānī sakhī sunat suhāve -2