Preetam daras dikhaao

प्रीतम दरस दिखाओ
Year
Language

प्रीतम दरस दिखाओ
तुम बिन रो रो रैन बितायी
भोर भयी, घर आओ

सगरी रैन के जगते नैना, बाट तकत अब हारे
बोलो कब तक आस लगाये, खड़ी रहू मैं द्वारे
और न अब तरसाओ

बुझ गया एक एक कर के अब तो रैन का हर उजियारा
रह गयो साथी मुझ पापन का बस एक भोर का तारा
तुम साथी बन जाओ

prītam daras dikhāo
tum bin ro ro rain bitāyī
bhor bhayī, ghar āo

sagrī rain ke jagte nainā, bāṭ takat ab hāre
bolo kab tak ās lagāye, khaṛī rahū maiṅ dvāre
aur na ab tarsāo

bujh gayā ek ek kar ke ab to rain kā har ujiyārā
rah gayo sāthī mujh pāpan kā bas ek bhor kā tārā
tum sāthī ban jāo