Preetam aan milo, dukhiyaa jeevan kaise bitaaoon

प्रीतम आन मिलो, दुखिया जीवन कैसे बिताऊँ
Work
Year
Language

प्रीतम आन मिलो
दुखिया जीवन कैसे बिताऊँ
प्रीतम आन मिलो

रात अकेले डर लगता है
जंगल जैसा घर लगता है
चलती हैं जब तेज़ हवाएं
लहराता hunter लगता है
कितने hunter खाऊँ
दुखिया जीवन कैसे बिताऊँ …

बिरहा में कोई बोल रहा है
पीड़ा का रस घोल रहा है
फिर से जान लबों पर आयी
फिर कोई घूँघट खोल रहा है
मुखड़ा कैसे चुपाऊँ
दुखिया जीवन कैसे बिताऊँ …

prītam ān milo
dukhiyā jīvan kaise bitāūṇ
prītam ān milo

rāt akele ḍar lagtā hai
jaṅgal jaisā ghar lagtā hai
chaltī haiṅ jab tez havāeṅ
lahrātā hunter lagtā hai
kitne hunter khāūṇ
dukhiyā jīvan kaise bitāūṇ …

birhā meṅ koī bol rahā hai
pīṛā kā ras ghol rahā hai
phir se jān laboṅ par āyī
phir koī ghūṇghaṭ khol rahā hai
mukhaṛā kaise chupāūṇ
dukhiyā jīvan kaise bitāūṇ …