प्रीत सताए तेरी याद न जाए तेरी
प्रीत सताए तेरी याद न जाए तेरी
दिल दे के ग़म ले लिया
ज़हर भरी ये कैसी बजी शहनाई
ठेस जिया पे लागी आँख भर आई
आ रे बलम तेरे ग़म की दुहाई
दिल दे के ग़म …
रूठे नसीबों को कैसे मनाएँ
छोटा सा दिल और लाखों बलाएँ
घुट के ग़म से कहीं मर न जाएँ
दिल दे के ग़म …
prīt satāe terī yād na jāe terī
dil de ke ġham le liyā
zahar bharī ye kaisī bajī śhahnāī
ṭhes jiyā pe lāgī āṇkh bhar āī
ā re balam tere ġham kī duhāī
dil de ke ġham …
rūṭhe nasīboṅ ko kaise manāeṇ
chhoṭā sā dil aur lākhoṅ balāeṇ
ghuṭ ke ġham se kahīṅ mar na jāeṇ
dil de ke ġham …