प्रीत लगा के मैने ये फल पाया
प्रीत लगा के मैने ये फल पाया
सुध-बुध खोई चैन गंवाया
तुमने मुझसे प्यार किया था
उल्फ़त का इकरार किया था
अपना बना के पहले फिर बिसराया
प्रीत का वादा ख़ूब निभाया
प्रीत लगा के मैने …
आ के जो देखे तू दुख मेरे -2
क्या न बहेंगे आँसू तेरे
दुख दे के मुझको तूने क्या सुख पाया
तुझको बेदर्दी रहम न आया
प्रीत लगा के मैने …
इक झलक फिर से दिखला दे -2
ख़्वाबों में आ कर इतना बता दे
दीप बुझाकर इन नैनों का
किसके मन का दीप जलाया
प्रीत लगा के मैने …
prīt lagā ke maine ye phal pāyā
sudh-budh khoī chain gaṅvāyā
tumne mujhse pyār kiyā thā
ulfat kā ikrār kiyā thā
apnā banā ke pahle phir bisrāyā
prīt kā vādā khūb nibhāyā
prīt lagā ke maine …
ā ke jo dekhe tū dukh mere -2
kyā na baheṅge āṇsū tere
dukh de ke mujhko tūne kyā sukh pāyā
tujhko bedardī raham na āyā
prīt lagā ke maine …
ik jhalak phir se dikhlā de -2
khvāboṅ meṅ ā kar itnā batā de
dīp bujhākar in nainoṅ kā
kiske man kā dīp jalāyā
prīt lagā ke maine …