Preet jagaa ke meet banaa ke bhool na jaanaa

प्रीत जगा के मीत बना के भूल न जाना
Work
Year
Language

ल: प्रीत जगा के मीत बना के भूल न जाना
र: सुनो जी भूल ना जाना
प्रीत जगा के मीत बना के भूल न जाना
ल: सुनो जी भूल ना जाना

र: हो समाँ है प्यार का रुत है सुहानी
ल: दुल्हन बनी है रात की रानी -2
र: जीवन बीना जब तक बाजे हो यूँ ही हिलमिल गाना
ल: सुनो जी भूल ना जाना

फूल न कुम्हला जाए खिल के -2
र: हो ना जुदा ( आपस में मिल के ) -2
ल: धड़कन बन के दिल में रहना आँखों में बस जाना
र: सुनो जी भूल ना जाना

र: आ बदल ना जाना जग के डर से
ल: बने हैं साथी जीवन भर के -2
र: प्रीत की दुश्मन है ये दुनिया हो दुनिया को ठुकराना
ल: सुनो जी भूल ना जाना
दो: प्रीत जगा के …

la: prīt jagā ke mīt banā ke bhūl na jānā
ra: suno jī bhūl nā jānā
prīt jagā ke mīt banā ke bhūl na jānā
la: suno jī bhūl nā jānā

ra: ho samāṇ hai pyār kā rut hai suhānī
la: dulhan banī hai rāt kī rānī -2
ra: jīvan bīnā jab tak bāje ho yūṇ hī hilmil gānā
la: suno jī bhūl nā jānā

phūl na kumhlā jāe khil ke -2
ra: ho nā judā ( āpas meṅ mil ke ) -2
la: dhaṛkan ban ke dil meṅ rahnā āṇkhoṅ meṅ bas jānā
ra: suno jī bhūl nā jānā

ra: ā badal nā jānā jag ke ḍar se
la: bane haiṅ sāthī jīvan bhar ke -2
ra: prīt kī duśhman hai ye duniyā ho duniyā ko ṭhukrānā
la: suno jī bhūl nā jānā
do: prīt jagā ke …