पूछे जो कोई मुझसे बहार कैसी होती है
पूछे जो कोई मुझसे बहार कैसी होती है -2
नाम तेरा ले के कह दूँ कि यार ऐसी होती है
पूछे जो कोई मुझसे घटा घनघोर कैसी होती है -2
तेरे जैसी होती है और कैसी होती है
पूछे जो कोई …
ग़ुस्ताख़ी मैने कभी की नहीं मैं क्या पागल हूँ नहीं जी नहीं
वैसे तो मैने कभी पी नहीं पर मैं ऐसा बेख़बर भी नहीं
पूछे जो कोई मुझसे शराब कैसी होती है
नाम तेरा ले के कह दूँ जनाब ऐसी होती है
पूछे जो कोई …
तुझको क्यूँ आई हया क्या पता ना जाने जन्नत क्या है क्या पता
मुझको ये बातें भला क्या पता
पूछे जो कोई मुझसे हूर कैसी होती है
नाम तेरा ले के कह दूँ हुज़ूर ऐसी होती है
पूछे जो कोई …
pūchhe jo koī mujhse bahār kaisī hotī hai -2
nām terā le ke kah dūṇ ki yār aisī hotī hai
pūchhe jo koī mujhse ghaṭā ghanghor kaisī hotī hai -2
tere jaisī hotī hai aur kaisī hotī hai
pūchhe jo koī …
ġhustākhī maine kabhī kī nahīṅ maiṅ kyā pāgal hūṇ nahīṅ jī nahīṅ
vaise to maine kabhī pī nahīṅ par maiṅ aisā bekhbar bhī nahīṅ
pūchhe jo koī mujhse śharāb kaisī hotī hai
nām terā le ke kah dūṇ janāb aisī hotī hai
pūchhe jo koī …
tujhko kyūṇ āī hayā kyā patā nā jāne jannat kyā hai kyā patā
mujhko ye bāteṅ bhalā kyā patā
pūchhe jo koī mujhse hūr kaisī hotī hai
nām terā le ke kah dūṇ huzūr aisī hotī hai
pūchhe jo koī …