Piyaa too ab to aa jaa, sholaa saa man dahke aa ke bujhaa jaa

पिया तू अब तो आ जा, शोला सा मन दहके आ के बुझा जा
Work
Year
Language

आ: पिया तू… अब तो आ जा हे हे हे हे
रा: मोनीका …
आ: वो आ गया … देखो … देखो … वो आ गया
रा: मोनीका मोनीका …

आ: पिया तू अब तो आ जा
शोला सा मन दहके आ के बुझा जा
तन की ज्वाला ठंडी हो जा
ऐसे गले लगा जा
अह हं हह हहा
अह हं हह हहा
रा: मोनीका, माइ डार्लिन्ग …

प्यासे प्यासे इन मेरे लबों के लिये
तेरे होठों ने हज़ार वादे किये
भूलने वाले कोई जिये तो कैसे जिये
अरे हां अरे हां अरे हां हा
ला ला ल ला ला ल ला ला ल ला ला ल ला आ आ
पिया तू …

मेरी हालत पे रहे जो तेरा करम
वो बात भी मुझको क़ुबूल है ओ सनम
जिसकी खातिर रुक लिये थे मेरे कदम
अरे हां अरे हां अरे हां हा
ला ला ल ला ला ल ला ला ल ला ला ल ला आ आ
पिया तू …

ā: piyā tū… ab to ā jā he he he he
rā: monīkā …
ā: vo ā gayā … dekho … dekho … vo ā gayā
rā: monīkā monīkā …

ā: piyā tū ab to ā jā
śholā sā man dahke ā ke bujhā jā
tan kī jvālā ṭhaṅḍī ho jā
aise gale lagā jā
ah haṅ hah hahā
ah haṅ hah hahā
rā: monīkā, māi ḍārling …

pyāse pyāse in mere laboṅ ke liye
tere hoṭhoṅ ne hazār vāde kiye
bhūlne vāle koī jiye to kaise jiye
are hāṅ are hāṅ are hāṅ hā
lā lā la lā lā la lā lā la lā lā la lā ā ā
piyā tū …

merī hālat pe rahe jo terā karam
vo bāt bhī mujhko qubūl hai o sanam
jiskī khātir ruk liye the mere kadam
are hāṅ are hāṅ are hāṅ hā
lā lā la lā lā la lā lā la lā lā la lā ā ā
piyā tū …