Piyaa binaa piyaa binaa, baasiyaa

पिया बिना पिया बिना, बासिया
Work
Year
Language

पिया बिना … पिया बिना पिया बिना, बसिया
बाजे ना बाजे ना बाजे ना, पिया बिना …

पिया ऐसे रूठे, के होंठों से मेरे, संगीत रूठा (2)
कभी जब मैं गाऊँ, लगे मेरे मन का, हर गीत झूठा
ऐसे बिछड़े, हो … ऐसे बिछड़े मोसे रसिया
पिया बिना … पिया बिना पिया बिना, बसिया
बाजे ना बाजे ना बाजे ना, पिया बिना …

तुम्हारी सदा बिन, नहीं एक सूनी, मोरी नगरिया (2)
के चुप है पपीहा, मयुर बोल भूले, बन मे साँवरिया
दिन है सूना, आ … दिन है सूना सूनी रतिया
पिया बिना … पिया बिना पिया बिना, बसिया
बाजे ना बाजे ना बाजे ना, पिया बिना …

piyā binā … piyā binā piyā binā, basiyā
bāje nā bāje nā bāje nā, piyā binā …

piyā aise rūṭhe, ke hoṅṭhoṅ se mere, saṅgīt rūṭhā (2)
kabhī jab maiṅ gāūṇ, lage mere man kā, har gīt jhūṭhā
aise bichhaṛe, ho … aise bichhaṛe mose rasiyā
piyā binā … piyā binā piyā binā, basiyā
bāje nā bāje nā bāje nā, piyā binā …

tumhārī sadā bin, nahīṅ ek sūnī, morī nagriyā (2)
ke chup hai papīhā, mayur bol bhūle, ban me sāṇvriyā
din hai sūnā, ā … din hai sūnā sūnī ratiyā
piyā binā … piyā binā piyā binā, basiyā
bāje nā bāje nā bāje nā, piyā binā …