पिला दे साक़ी मिला के मुझको ... मारा ठुमका बदल गई
पिला दे साक़ी मिला के मुझको शराब आधी गुलाब आधा
मिलेगा रोज़-ए-हशर तुझे भी अजाब आधा सबाब आधा
मारा ठुमका बदल गई चाल मितवा
देखो-देखो रे हमरा कमाल मितवा
मैं चिड़ी रे चिड़ी देख मैं तो उड़ी
अपने बाबुल की मैं तो अकेली कुड़ी
आशियाना बना ले मुझे घर में बसा ले
मेरा क्या है मैं जा के ( मुड़ी ना मुड़ी ) -3
मार डालूँगी ख़ुद को सम्भाल मितवा
देखो-देखो रे हमरा …
कोई आए भी ना कोई जाए भी ना
आज से अपना नाटक शुरू हो गया
पहले लैला मरेगी फिर मजनूँ मरेगा
फिर दोनों को ज़िन्दा ( किया जाएगा ) -3
नीला अम्बर मैं कर दूँगी लाल मितवा
देखो-देखो रे हमरा …
pilā de sāqī milā ke mujhko śharāb ādhī gulāb ādhā
milegā roz-e-haśhar tujhe bhī ajāb ādhā sabāb ādhā
mārā ṭhumkā badal gaī chāl mitvā
dekho-dekho re hamrā kamāl mitvā
maiṅ chiṛī re chiṛī dekh maiṅ to uṛī
apne bābul kī maiṅ to akelī kuṛī
āśhiyānā banā le mujhe ghar meṅ basā le
merā kyā hai maiṅ jā ke ( muṛī nā muṛī ) -3
mār ḍālūṇgī khud ko sambhāl mitvā
dekho-dekho re hamrā …
koī āe bhī nā koī jāe bhī nā
āj se apnā nāṭak śhurū ho gayā
pahle lailā maregī phir majnūṇ maregā
phir donoṅ ko zindā ( kiyā jāegā ) -3
nīlā ambar maiṅ kar dūṇgī lāl mitvā
dekho-dekho re hamrā …