फुलवारन लागे चोर, मलनिया सोय रही
( फुलवारन लागे चोर, मलनिया सोय रही
हाँ हाँ मलनिया सोय रही ) -2
इन चोरन से
इन चोरन से चौकस रहियो
जाग रहे हर ओर -2
मलनिया सोय रही
हाँ हाँ मलनिया सोय रही
फुलवारन लागे चोर, मलनिया सोय रही
हाँ हाँ मलनिया सोय रही
दूजे चोर अंधियारा खोजें -2
छाया देख सहारा खोजें -2
फुलवारन के चोर निराले -2
इनको जैसे रैन अंधियारी -2
जैसे उजली भोर मलनिया जैसे उजली भोर
मलनिया सोय रही
हाँ हाँ मलनिया सोय रही
फुलवारन लागे चोर, मलनिया सोय रही
हाँ हाँ मलनिया सोय रही
दूजे चोर चुरावै ताली -2
सोना हीरा मानक मोती -2
फुलवारन के चोर क़यामत
सोने चाँदी की का बतिया -2
तन-मन लेत मरोड़ -2
मलनिया सोय रही
हाँ हाँ मलनिया सोय रही
फुलवारन लागे चोर, मलनिया सोय रही
हाँ हाँ मलनिया सोय रही
( phulvāran lāge chor, malniyā soy rahī
hāṇ hāṇ malniyā soy rahī ) -2
in choran se
in choran se chaukas rahiyo
jāg rahe har or -2
malniyā soy rahī
hāṇ hāṇ malniyā soy rahī
phulvāran lāge chor, malniyā soy rahī
hāṇ hāṇ malniyā soy rahī
dūje chor aṅdhiyārā khojeṅ -2
chhāyā dekh sahārā khojeṅ -2
phulvāran ke chor nirāle -2
inko jaise rain aṅdhiyārī -2
jaise ujlī bhor malniyā jaise ujlī bhor
malniyā soy rahī
hāṇ hāṇ malniyā soy rahī
phulvāran lāge chor, malniyā soy rahī
hāṇ hāṇ malniyā soy rahī
dūje chor churāvai tālī -2
sonā hīrā mānak motī -2
phulvāran ke chor qayāmat
sone chāṇdī kī kā batiyā -2
tan-man let maroṛ -2
malniyā soy rahī
hāṇ hāṇ malniyā soy rahī
phulvāran lāge chor, malniyā soy rahī
hāṇ hāṇ malniyā soy rahī