फुलबगिया में बुलबुल बोले, डाल पे बोले कोयलिया
ल: फुलबगिया में बुलबुल बोले, डाल पे बोले कोयलिया
प्यार करो
प्यार करो रुत प्यार की आई रे भंवरों से कहती हैं कलियाँ
हो जी हो -4
र: ओ
हो जी हो -6
प्यार तो है तलवार की धार जी प्यार की मुश्किल हैं गलियाँ
प्यार में राधा बावरी बन गई रटते रटते सावलिया
ल: जो प्यार करते जग से न डरते प्रेमी अगन में पलते हैं
दीपक के तन में लौ की लगन में लाखों पतंगे जलते हैं
जान करे कुरबान हिरन जब गीत की बाजे बासुरिया
प्यार करो
प्यार करो रुत प्यार की आई रे भंवरों से कहती हैं कलियाँ
र: प्यार तो है तलवार की धार जी प्यार की मुश्किल हैं गलियाँ
प्यार में राधा बावरी बन गई रटते रटते सावलिया
कौन करेगा प्रीत यहाँ जब कोई किसी का मीत नहीं
प्रीत भरा संगीत नहीं तो प्यार की जग में जीत नहीं
तार बजे जब बीना के तब प्यार की बाजे पायलिया
ल: प्यार करो
प्यार करो रुत प्यार की आई रे भंवरों से कहती हैं कलियाँ
र: प्यार तो है तलवार की धार जी प्यार की मुश्किल हैं गलियाँ
प्यार में राधा बावरी बन गई रटते रटते सावलिया
ल: हो जी हो -4
la: phulabgiyā meṅ bulbul bole, ḍāl pe bole koyliyā
pyār karo
pyār karo rut pyār kī āī re bhaṅvroṅ se kahtī haiṅ kaliyāṇ
ho jī ho -4
ra: o
ho jī ho -6
pyār to hai talvār kī dhār jī pyār kī muśhkil haiṅ galiyāṇ
pyār meṅ rādhā bāvrī ban gaī raṭte raṭte sāvliyā
la: jo pyār karte jag se na ḍarte premī agan meṅ palte haiṅ
dīpak ke tan meṅ lau kī lagan meṅ lākhoṅ pataṅge jalte haiṅ
jān kare kurbān hiran jab gīt kī bāje bāsuriyā
pyār karo
pyār karo rut pyār kī āī re bhaṅvroṅ se kahtī haiṅ kaliyāṇ
ra: pyār to hai talvār kī dhār jī pyār kī muśhkil haiṅ galiyāṇ
pyār meṅ rādhā bāvrī ban gaī raṭte raṭte sāvliyā
kaun karegā prīt yahāṇ jab koī kisī kā mīt nahīṅ
prīt bharā saṅgīt nahīṅ to pyār kī jag meṅ jīt nahīṅ
tār baje jab bīnā ke tab pyār kī bāje pāyliyā
la: pyār karo
pyār karo rut pyār kī āī re bhaṅvroṅ se kahtī haiṅ kaliyāṇ
ra: pyār to hai talvār kī dhār jī pyār kī muśhkil haiṅ galiyāṇ
pyār meṅ rādhā bāvrī ban gaī raṭte raṭte sāvliyā
la: ho jī ho -4