फूलों में नज़र ये कौन आया
( फूलों में नज़र ये कौन आया
कौन आया ) -2
( भोलेपन से आँख में आ कर
दिल में जो मुस्काया
कौन आया ) -2
फूलों में नज़र ये कौन आया
( जाने नज़र में क्या था जादू
दिल पे नहीं जो अपना क़ाबू ) -2
ऐसे इक नाकाम नहीं थे
( ऐसे इक नाकाम नहीं थे
सारा होश गँवाया
कौन आया ) -2
फूलों में नज़र ये कौन आया
कौन आया
( उसने दिखा के मुखड़ा सुन्दर
भर दीं बिजलियाँ दिल के अन्दर ) -2
चैन नहीं अब आये मन को
( चैन नहीं अब आये मन को
क्या ज़माना आया
कौन आया ) -2
( फूलों में नज़र ये कौन आया
कौन आया ) -2
( phūloṅ meṅ nazar ye kaun āyā
kaun āyā ) -2
( bholepan se āṇkh meṅ ā kar
dil meṅ jo muskāyā
kaun āyā ) -2
phūloṅ meṅ nazar ye kaun āyā
( jāne nazar meṅ kyā thā jādū
dil pe nahīṅ jo apnā qābū ) -2
aise ik nākām nahīṅ the
( aise ik nākām nahīṅ the
sārā hośh gṇvāyā
kaun āyā ) -2
phūloṅ meṅ nazar ye kaun āyā
kaun āyā
( usne dikhā ke mukhaṛā sundar
bhar dīṅ bijliyāṇ dil ke andar ) -2
chain nahīṅ ab āye man ko
( chain nahīṅ ab āye man ko
kyā zamānā āyā
kaun āyā ) -2
( phūloṅ meṅ nazar ye kaun āyā
kaun āyā ) -2