Phool khile aaye din bahaar ke ab na kaheen jiyaa laage

फूल खिले आये दिन बहार के अब न कहीं जिया लागे
Year
Language

फूल खिले आये दिन बहार के अब न कहीं जिया लागे
खुश्बू लिये आए दिन बहार के अब न कहीं जिया लागे

बुलबुल बन के पिया उड़ उड़ जाऊं
पंख लगा के तेरे अंगना में आऊं
फूल खिले आये दिन बहार के …

जागूं सारी रात बिना छेड़े मुझे नींद आये न
आँखों में तेरे पिया कोई दूजा भाये न
पल पल तेरी मुझे याद सताए
जाने कब कैसे कहां दिन ढल जाए
होंठों पे है नाम तेरे अब कहीं चैन पाए न
फूल खिले आये दिन बहार के …

आऊंगी तेरे पास मैं दूरियां सारे दिल की मिटाऊंगी
बैठूंगी तेरे सामने पलकों में अपने बसा लूंगी
तुझे रिझाऊंगी बिन्दिया लगा के मैं
लेके तुझे जाऊंगी मैं चुपके से छुपके
एक दिन मैं तेरी दुल्हन बनूंगी
तुझ पे मैं खुशियां लुटाऊंगी
फूल खिले आये दिन बहार के …

phūl khile āye din bahār ke ab na kahīṅ jiyā lāge
khuśhbū liye āe din bahār ke ab na kahīṅ jiyā lāge

bulbul ban ke piyā uṛ uṛ jāūṅ
paṅkh lagā ke tere aṅgnā meṅ āūṅ
phūl khile āye din bahār ke …

jāgūṅ sārī rāt binā chheṛe mujhe nīṅd āye na
āṇkhoṅ meṅ tere piyā koī dūjā bhāye na
pal pal terī mujhe yād satāe
jāne kab kaise kahāṅ din ḍhal jāe
hoṅṭhoṅ pe hai nām tere ab kahīṅ chain pāe na
phūl khile āye din bahār ke …

āūṅgī tere pās maiṅ dūriyāṅ sāre dil kī miṭāūṅgī
baiṭhūṅgī tere sāmne palkoṅ meṅ apne basā lūṅgī
tujhe rijhāūṅgī bindiyā lagā ke maiṅ
leke tujhe jāūṅgī maiṅ chupke se chhupke
ek din maiṅ terī dulhan banūṅgī
tujh pe maiṅ khuśhiyāṅ luṭāūṅgī
phūl khile āye din bahār ke …