फिर तेरे शहर में लुटने को चला आया हूँ
फिर तेरे शहर में लुटने को चला आया हूँ -2
फिर वही जान वही दिल लाया हूँ
फिर तेरे शहर में …
देख किस शान से आया है तेरा सौदाई
शोर बाजों का कहीं है तो कहीं शहनाई
सारी दुनिया को मैं तमाशाई बना लाया हूँ
फिर तेरे शहर में …
तू न घबरा के तेरा घूँघट मैं न उठने दूँगा
ज़िन्दगी चाहे लुटे प्यार मैं न लुटने दूँगा
दिल के शीशे को पत्थर का बना लाया हूँ
फिर तेरे शहर में …
तेरी इस माँग में सिन्दूर सजाने के लिए
सुर्ख़ मेंहदी तेरे हाथों में रचाने कि लिए
ख़ून-ए-दिल लाया हूँ और ख़ून-ए-जिगर लाया हूँ
फिर तेरे शहर में …
बात रह जाती इन्सान रहे या न रहे
यार की आन रहे जान रहे या न रहे
यार के नाम पर मिटने तो चला आया हूँ
फिर तेरे शहर में …
phir tere śhahar meṅ luṭne ko chalā āyā hūṇ -2
phir vahī jān vahī dil lāyā hūṇ
phir tere śhahar meṅ …
dekh kis śhān se āyā hai terā saudāī
śhor bājoṅ kā kahīṅ hai to kahīṅ śhahnāī
sārī duniyā ko maiṅ tamāśhāī banā lāyā hūṇ
phir tere śhahar meṅ …
tū na ghabrā ke terā ghūṇghaṭ maiṅ na uṭhne dūṇgā
zindgī chāhe luṭe pyār maiṅ na luṭne dūṇgā
dil ke śhīśhe ko patthar kā banā lāyā hūṇ
phir tere śhahar meṅ …
terī is māṇg meṅ sindūr sajāne ke lie
surkh meṅhdī tere hāthoṅ meṅ rachāne ki lie
khūn-e-dil lāyā hūṇ aur khūn-e-jigar lāyā hūṇ
phir tere śhahar meṅ …
bāt rah jātī insān rahe yā na rahe
yār kī ān rahe jān rahe yā na rahe
yār ke nām par miṭne to chalā āyā hūṇ
phir tere śhahar meṅ …