Phir teer-e-nazar se chhed jigar phir aankh milaa bismil kar de

फिर तीर-ए-नज़र से छेद जिगर फिर आँख मिला बिस्मिल कर दे
Year
Language

फिर तीर-ए-नज़र से छेद जिगर फिर आँख मिला बिस्मिल कर दे
जी भर के तड़प लूँ दर्द उठे इतना तो करम क़ातिल कर दे

हो ख़ैर तेरे मैख़ाने की तौक़ीर बढ़े पैमाने की
ओ मस्त नज़र वाले साक़ी मस्ती भर दे गाफ़िल कर दे

phir tīr-e-nazar se chhed jigar phir āṇkh milā bismil kar de
jī bhar ke taṛap lūṇ dard uṭhe itnā to karam qātil kar de

ho khair tere maikhāne kī tauqīr baṛhe paimāne kī
o mast nazar vāle sāqī mastī bhar de gāfil kar de