फिर कहीं, कोई फूल खिला, चाहत ना कहो उसको
फिर कहीं कोई फूल खिला, चाहत ना कहो उसको - 2
फिर कहीं कोई दीप जला, मंज़िल ना कहो उसको
फिर कहीं …
मन का समुंदर प्यासा हुआ, क्यूँ किसी से माँगे दुआ - 2
लहरों का लगा जो मेला, तूफ़ां ना कहो उसको
फिर कहीं …
देखें सब वो सपने, खुद ही सजाए जो हमने - 2
दिल उनसे बहल जाए तो, राहत ना कहो उसको
फिर कहीं …
phir kahīṅ koī phūl khilā, chāhat nā kaho usko - 2
phir kahīṅ koī dīp jalā, maṅzil nā kaho usko
phir kahīṅ …
man kā samuṅdar pyāsā huā, kyūṇ kisī se māṇge duā - 2
lahroṅ kā lagā jo melā, tūfāṅ nā kaho usko
phir kahīṅ …
dekheṅ sab vo sapne, khud hī sajāe jo hamne - 2
dil unse bahal jāe to, rāhat nā kaho usko
phir kahīṅ …