पीर पैगम्बर मज़हब ... जब रब के घर में प्यार की तस्वीर बन गई
पीर पैगम्बर मज़हब दुनिया सबसे बढ़कर हीर है मेरी
हीर में सब है हीर में रब है रब जैसी तक़दीर है मेरी
रांझा मेरी हड्डियां रमया दुनिया की क्या ज़रूरत
मैं रांझे की सूरत हूँ और रांझा मेरी सूरत
जब रब के घर में प्यार की तस्वीर बन गई
मैं रांझा बन गया तू मेरी हीर बन गई
जब रब के घर में प्यार की तस्वीर बन गई
तू रांझा बन गया मैं तेरी हीर बन गई
जब रब के घर …
तेरी गहरी आँखों में तो झील की रवानी है
पलकों के नीचे मेरे प्यार की कहानी है
तू मेरी आस है तू मेरी प्यास है
देख मेरी ज़िंदगी भी रांझे तेरे पास है
जब चाहने वालों की तक़दीर बन गई
मैं रांझा बन …
लिख दिया नाम तेरा दिल की किताब में
देखी ख़ुदाई मैने तेरे शबाब में
रस्मों रिवाज़ सारे दुनिया के तोड़ दूं
तेरे लिए तो मैं ख़ुदाई को भी छोड़ दूं
जब प्यार के खाबों की ताबीर बन गई
मैं रांझा बन …
pīr paigambar mazhab duniyā sabse baṛhkar hīr hai merī
hīr meṅ sab hai hīr meṅ rab hai rab jaisī taqdīr hai merī
rāṅjhā merī haḍḍiyāṅ ramyā duniyā kī kyā zarūrat
maiṅ rāṅjhe kī sūrat hūṇ aur rāṅjhā merī sūrat
jab rab ke ghar meṅ pyār kī tasvīr ban gaī
maiṅ rāṅjhā ban gayā tū merī hīr ban gaī
jab rab ke ghar meṅ pyār kī tasvīr ban gaī
tū rāṅjhā ban gayā maiṅ terī hīr ban gaī
jab rab ke ghar …
terī gahrī āṇkhoṅ meṅ to jhīl kī ravānī hai
palkoṅ ke nīche mere pyār kī kahānī hai
tū merī ās hai tū merī pyās hai
dekh merī ziṅdgī bhī rāṅjhe tere pās hai
jab chāhne vāloṅ kī taqdīr ban gaī
maiṅ rāṅjhā ban …
likh diyā nām terā dil kī kitāb meṅ
dekhī khudāī maine tere śhabāb meṅ
rasmoṅ rivāz sāre duniyā ke toṛ dūṅ
tere lie to maiṅ khudāī ko bhī chhoṛ dūṅ
jab pyār ke khāboṅ kī tābīr ban gaī
maiṅ rāṅjhā ban …