Parvaane o parvaane do din kee javaanee hai

परवाने ओ परवाने दो दिन की जवानी है
Work
Year
Language

परवाने ओ परवाने दो दिन की जवानी है
जल जा तू मुहब्बत में यह आग पुरानी है

मुझसे न बचा दामन दिल है तेरा दीवाना
छुप-छुप के मेरा मिलना मिल-मिल के बिछड़ जाना
इक राज़ है उल्फ़त का तू जिसकी निशानी है

अब दूर न हो मुझसे बस कर मेरी साँसों में
नज़रों से मिला नज़रें और देख इन आँखों में
कुछ तेरा फ़साना है कुछ मेरी कहानी है
आ गए दिल में तुम …

parvāne o parvāne do din kī javānī hai
jal jā tū muhabbat meṅ yah āg purānī hai

mujhse na bachā dāman dil hai terā dīvānā
chhup-chhup ke merā milnā mil-mil ke bichhaṛ jānā
ik rāz hai ulfat kā tū jiskī niśhānī hai

ab dūr na ho mujhse bas kar merī sāṇsoṅ meṅ
nazroṅ se milā nazreṅ aur dekh in āṇkhoṅ meṅ
kuchh terā fasānā hai kuchh merī kahānī hai
ā gae dil meṅ tum …