परदेसी बालमा बादल आया -2
( तेरे बिना कछू ना भाया
के जिया जाया ) -2
परदेसी बालमा बादल आया -2
ऐसे ना बीत जायें बालम जवानियाँ
ओ जवानियाँ
आवो सुनायें तुम्हें दिल की कहानियाँ
ओ कहानियाँ
( दिल रात-दिन पुकारे हाया
के जिया जाया ) -2
परदेसी बालमा बादल आया -2
नैना भर आयेंगे ओ मोरे जिया डोलना
ओ डोलना
भूल है किसी से कभी मीठे बोल बोलना
बोल बोलना
( रह-रह के तेरी याद आया
के जिया जाया ) -2
परदेसी बालमा बादल आया -2
गरज रहे बादरवा बिजली मुसकात है
मुसकात है
ऐसे में रूठ-रूठ जाना बुरी बात है
बुरी बात है
( इकले में जिया तलमलाया
के जिया जाया ) -2
परदेसी बालमा बादल आया -2
pardesī bālmā bādal āyā -2
( tere binā kachhū nā bhāyā
ke jiyā jāyā ) -2
pardesī bālmā bādal āyā -2
aise nā bīt jāyeṅ bālam javāniyāṇ
o javāniyāṇ
āvo sunāyeṅ tumheṅ dil kī kahāniyāṇ
o kahāniyāṇ
( dil rāt-din pukāre hāyā
ke jiyā jāyā ) -2
pardesī bālmā bādal āyā -2
nainā bhar āyeṅge o more jiyā ḍolnā
o ḍolnā
bhūl hai kisī se kabhī mīṭhe bol bolnā
bol bolnā
( rah-rah ke terī yād āyā
ke jiyā jāyā ) -2
pardesī bālmā bādal āyā -2
garaj rahe bādarvā bijlī muskāt hai
muskāt hai
aise meṅ rūṭh-rūṭh jānā burī bāt hai
burī bāt hai
( ikle meṅ jiyā talamlāyā
ke jiyā jāyā ) -2
pardesī bālmā bādal āyā -2