Par gaye jhoole saavan rut aaee re

पड़ गये झूले सावन रुत आई रे
Work
Year
Language

( पड़ गये झूले सावन रुत आई रे
पड़ गये झूले )-2
सीने में हूक उठे अल्लाह दुहाई रे
पड़ गये झूले सावन रुत आई रे
पड़ गये झूले

चंचल झोंकें मुँह को चूमें
बूँदें तन से खेले -2
पेंग बढ़ें तो झुकते बादल
पाँव का चुम्बन ले लें
पाँव का चुम्बन ले लें
पेंग बढ़ें तो झुकते बादल
पाँव का चुम्बन ले लें
हमको न भाये सखी ऐसी ढिटाई रे
पड़ गये झूले सावन रुत आई रे
पड़ गये झूले

गीतों का ये अल्लहड़ मौसम
झूलों का ये मेला -2
ऐसी रुत में हमें झुलाने
आये कोई अलबेले
आये कोई अलबेले
ऐसी रुत में हमें झुलाने
आये कोई अलबेले
थामे तो छोड़े नहीं नाज़ुक कलाई रे

पड़ गये झूले सावन रुत आई रे
पड़ गये झूले

( paṛ gaye jhūle sāvan rut āī re
paṛ gaye jhūle )-2
sīne meṅ hūk uṭhe allāh duhāī re
paṛ gaye jhūle sāvan rut āī re
paṛ gaye jhūle

chaṅchal jhoṅkeṅ muṇh ko chūmeṅ
būṇdeṅ tan se khele -2
peṅg baṛheṅ to jhukte bādal
pāṇv kā chumban le leṅ
pāṇv kā chumban le leṅ
peṅg baṛheṅ to jhukte bādal
pāṇv kā chumban le leṅ
hamko na bhāye sakhī aisī ḍhiṭāī re
paṛ gaye jhūle sāvan rut āī re
paṛ gaye jhūle

gītoṅ kā ye allahaṛ mausam
jhūloṅ kā ye melā -2
aisī rut meṅ hameṅ jhulāne
āye koī albele
āye koī albele
aisī rut meṅ hameṅ jhulāne
āye koī albele
thāme to chhoṛe nahīṅ nāzuk kalāī re

paṛ gaye jhūle sāvan rut āī re
paṛ gaye jhūle